Ab to ye haal h
Kise kya kahu kya nhi
Sach ko jhuth aur jhuth ko sach
Duniya banane me lagi h
Kya sahi h kya galat
Kuch samajh nhi aa raha
Iss kalyug ke raaj me
Har pidhi piss rahi h
Ungli uthi h har kisi par
Kya har koi doshi h ?
Kaun h ravan aur kaun devta ?
Nari purush ka astitwa kaha h?
Sawal to bht h mann me
Par jawab dene wala kaha h?

Comments

Popular posts from this blog

Pyar chahiye..💮, Dikhawa nhi...🙌

Ruswayi..