Posts

Showing posts from May, 2018

Can you describe your life with one word? Comment with your answer.

Challenge. Life is a challenge. Some has to accept and some has to give up. Everyday life of people like Student, job holders, jobless people etc. are doing their job to fulfill their desire,need,dream etc. They have to make some more effort to get success, happiness,love etc… You have to fight to get your things done till your last breath. Your HOPE is depend on your quality of your will power. Don't expect from others too much. It's not good for your peace of mind. Do your things by itself most of the time. 5. Your self believe for doing good things is the key of success. 6. Self love is like food. Without food we have no longer to survive, and self love nourishes your soul, mind,thoughts,vision of towards life etc…Self love is very important asset for our body and mind.

Jaddojahat...

** Apno ke liye Duniya se ladte rahe Har lamha jillat sahte rahe Taklif to tab huyi  jab apno ne hi dushman samajh liya.... ** Jo chaha wo mila nhi Jo mila wo kabhi chaha nhi Ab to chahat hi khatma ho gayi Isliye nhi ki hum haar maan gaye Par kambakhat maut ne haraa diya.... ** Aye Zindagi itna mat tadpaa ki Tadapne ki aadat si lag jaaye Jab khushi ka lamha aaye To hum use mehsus hi naa kar paye...

Juzzbaat..

Chehre pe hasi hai Par dil me ghutan hai Masumiyat kahi goom ho gayi hai Dhunda bahut par mili sirf ruswayi Kisse jaakar kahe apni tanhayi Gum to iss baat ka h ki koi h hi nhi sunne wala Ghire h hum dikhawe ki khushi se Jo sab apne chehre par liye firte h Par intezaar tha uss roohani khushi ka Jo ab kahi nhi mil sakegi Sab iss bhid me aage badh gaye Par hum jaha the wahi rah gaye Hum bhi sath chalna chahte the Par itna andhera tha ki rasta hi naa mila Mere hoth band h par aankhe num h Kyuki mere andar ki chikh kisi ko sunayi nhi de rahi Ab lagta h koi to hota Jo samajh pata Koi to thamne ke liye haath badhata Aur kahta Mai Hu Na.. tumhe kuch hone nhi dunga Par iss bezaar duniya me sab murde h Jinhe ab kuch bhi mehsus nhi hota Khuda ne bade fursat se ye duniya banayi thi Par use bhi kya pata tha  Insaan ke bhes me wo haiwaan bana baitha Use bhi afsosh hoga apni galati ka Par galati huyi h to sudharni bhi padegi Jab sudharne chale to pata chala gunaah hua h G