Posts

Showing posts from July, 2018

Motivation..

Image
Are you afraid of being sad,h hopeless,tired of being pretending happy etc. all the time? Then you need some positive food's(thoughts) for your healty and peaceful mind... Here it is.... 1. Don't try to show off, to change anything beyond your control. 2. Self confidence is important. 3. Don't hesitate to chase your dream. 4. Choose wisely. 5. Don't compare yourself with others. 6. Be fearless. 7. Show your Attitude in a positive way. 8. Value your time. 9. Love yourself first. 10. Stay away from negative people's. 11. Don't lose hope. 12. Yes, 13. Believe in yourself and have faith. Yes, sometimes an ending can be so beautiful for a brighter beginning. Be positive. Be you. Love yourself. Have faith in yourself. Don't search your happiness in others. Keep smiling. Note: Image source-- Pinterest 

Kya aap thak gaye h??

Kya aap thak gaye h?? Kis baat se aap thak gaye h?? Apni jhuthi khushi se thak gaye h? Yaa fir aap khud se thak gaye h? Aaj kal har sakhsh duniya ke jhuthe dikhawe me fasta jaa raha h..wo jaanta h ki wo ulajhta jaa raha h fir bhi wo nikal nhi paa raha h. Kyu? Kyuki wo apna dukh kisi ko batana nhi chahta, wo janta h ki agar usne apne dil ki baat kisi ko batai, to Jo sunne wale hai usme se aadhe log to uska mazak udayenge, aur unme se kuch log use samjhayenge ki tu apni baat Mann me hi rakh aur jaisa chal raha h waisa chalne de....aakhir me ek do log Jo uska acchha sochte h wo uski baat sunege.. par wo itni himmat nhi kar payega ki wo duniya se apne sapno ke liye yaa fir khud ke liye Ladd sake.  Kyuki wo Dara hua h aur use uske gharwale samaaj ka, pariwar ka vaasta dekar aur Dara Dara kar chup kara denge. Isi tarah bhid me Akela wo insaan ghut ghut kar jeeta rahega. Par kab tak?:- jab tak wo uss darr ka samña Karne ki na soch le tab tak. Ky wo kabhi khud ke liye khada ho payeg

Pyar chahiye..💮, Dikhawa nhi...🙌

Pyar dena h to abhi do Parwaah karni h to abhi karo Daatna h to abhi daat lo Samjhana h to abhi samjha lo Jhagda karna h abhi kar lo Galatfehmi me jee kar kya karna h Pith piche burayi karke kya haasil hoga Kuch puchna h to samne se puch lo "Kyuki Marne ke baad Pyar doge to kya fayda Ahmiyat doge to kya fayda Acha aadmi tha.. kahne se kya fayda...!!"